Meri Khamosh Mohabbat Ka Sila Kich Bhi Nahin
Maine Chaha Bhi Tujhe Aur Chaha Bhi Nahin
Waqt Ke Saath Muqaddar Pe Yakeen Hota Gaya Isliye
Humne Khuda Se Tujhe Manga Bhi Nahin
Jaam-E-Ulfat Bara Meetha Hota Hai
Yeh Sab Kehte Hain
Zaika Iska To Humne
Kabhi Chakha Bhi Nahin
Teri Lagan Mein Tujhse Bhi Aage Nikal Gaye
Tere Musafir Ne Peeche Mur Kar Dekha Bhi Nahin
Umeedon Se Bhari Nazaron Se Tujhe Takti Rahi Main
Par Tune Ek Baar Meri Khamosh Nigahon Ki Taraf Dekha Bhi Nahin
Zindagi Mein Tujhse Mili Khushiyaan Itni
Ki Dil Mein Koi Khwaish Maine Rakhi Bhi Nahin
Dil Karta Hai Pyar Tumde Bahut
Jante Hain Shayad Tumhe Ye Maloom Bhi Nahin