Laakh Chaha Magar Wo Mujhe Bhula Na Saka,
Mera Khayaal Wo Dil Se Apne Kabhi Mita Na Saka,
Mujhse Door Bahut Door Wo Ho Gaya Tha Magar,
Apni Aankhon Se Mere Chehre Ko Kabhi Hata Na Saka,
Mujhse Wo Doori Badana Chahta Tha Magar,
Par Kabhi Wo Mujhse Door Ja Na Saka,
Kitne Shikwe Hai Uske Dil Mein Mere Liye,
Chaah Kar Bhi Kabhi Wo Mujhse Bata Na Saka,
Anjaan Rakhna Chahata Tha Mujhe Wo Apni Chahat Se,
Par Kabhi Haal-E-Dil Mujhse Wo Kabhi Chupa Na Saka.
By Aish Dixit
More Shayari by Aish Dixitलाख चाहा मगर वो मुझे भुला न सका,
मेरा ख़याल वो दिल से अपने कभी मिटा न सका,
मुझसे दूर बहुत दूर वो हो गया था मगर,
अपनी आँखों से मेरे चेहरे को कभी हटा न सका
मुझसे वो दूरी बढाना चाहता था मगर,
पर कभी वो मुझसे दूर जा न सका,
कितने शिकवे है उसके दिल में मेरे लिए,
चाह कर भी कभी वो मुझसे बता न सका,
अनजान रखना चाहता था मुझे वो अपनी चाहत से,
पर कभी हाल-इ-दिल मुझसे वो कभी छुपा न सका।
humne pane ki unhe kosise kabhi ki hi nahi dar tha mujhe unke ruth jane ka talash sari umar karti rahi aakhen unki mile b ‘dev’ jb waqt tha mujhe dafnane ka
hum aaj b us lamhe k intzar me baithe chot khayi thi jahan tere pyar me baithe he na mit sakenge mere jakhm itne gahre he ab to bas marne k intzar me hum baithe he