Kuch Iss Tarah Sharaab Mein Doob Gaya
Har Raat Mein Ek Azeeb Khawab Mein Doob Gaya,
Shabaab Se Nikla To Sharaab Mein Doob Gaya,
Doobna Tha Samandar Mein Nikal Aaya Lekin,
Vajood Mera Chullu-Bhar Aab Mein Doob Gaya.
By Sahil Verma
Hindi Version
हर रात में एक अजीब खवाब में डूब गया,
शबाब से निकला तो शराब में डूब गया,
डूबना था समंदर में निकल आया लेकिन,
वजूद मेरा चुल्लू-भर आब में डूब गया।
Mast Photos For You

