Kisi Bhi Marham Se Khatam Na Ho Payega Zakham Mera,
Thamega Na Kabhi Bhi Jo Beh Raha Hai Teri Yaad Main Chasham Mera,
Maloom Hai Ghazal Woh Shayari Ka Koi Bhi Anjam Wo Natija Nahi,
Phir Bhi Piche Hatega Nahi Iss Shayri Ke Jahan Se Qadam Mera,
Ke Dil Main Abhi Ringa Ring Woh Bazam-E-Arayiyaan Mojood Hain,
Ke Sab Kuch Kar Ke Bhi Rah-E-Olfat Se Na Ho Payega Zooq Kam Mera,
“Haseeb” Musalma Tha Koi Kafir Ya Pathar Na Tha Aye Mehboob,
Phir Kyon To Ne Be Mohabat Wo Behad Bujhaya Wo Jalaya Hai Jisam Mera.
By Mirza Haseeb
More Shayari by Mirza Haseeb
mjhe urdu nhi aati. isliye jadatr lines smjh me nhi aayi. 🙁
nice…..