Kis-Kis Ada Se Tujhe Manga Hai Khuda Se
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho,
Meri Ragon Mein Zehar Judaai Ka Utarta Dekho,
Kis-Kis Ada Se Tujhe Manga Hai Khuda Se,
Aao Kabhi Mujhe Sajdo Mein Sisakta Dekho.
By Mairaj Saifi
Hindi Version
आओ किसी शब् मुझे टूट के बिखरता देखो,
मेरी रगों में ज़हर जुदाई का उतरता देखो,
किस-किस अदा से तुझे माँगा है खुदा से,
आओ कभी मुझे सजदो में सिसकता देखो।
Mast Photos For You

