Kash Mere Sath Na Ki Ye Waqt Ne Daga Hoti

Posted on 18 Sep 2012 | Author: | Dard Bhari Shayari, Ghazals & Lyrics

Jinda Rahne Ki Dua Mere Labon Se Ada Hoti,
Agar Kisi Shaks Ko Mujhse Wafa Hoti,

Muskarata Main Bhi Kabhi Safar-E-Zindagi Mein,
Kash Mere Sath Na Ki Ye Waqt Ne Daga Hoti,

Aaj Ahsas Na Hota Tanhai Ka Is Kadar Mujhe,
Mere Intezar Ka Deep Bhi Kisi Dil Mein Jala Hota,

Jagti Aankhon Se Kati Na Raatein Meri,
Agar Meri Nazron Mein Koi Pyar Ka Jahan Hota,

Zindagi Tera Bojh Bhi Utha LetaRaaj Hans Kar,
Agar Mujhe Bhi Na Koi Is Jahan Se Shikwa Hota.

By Rajnish Raaj

Hindi Version

जिन्दा रहने की दुआ मेरे लबों से अदा होती,

अगर किसी शख्स को मुझसे वफ़ा होती,

मुस्कराता मैं भी कभी सफ़र-इ-ज़िन्दगी में,

काश मेरे साथ न की ये वक़्त ने दगा होती,

आज अहसास न होता तन्हाई का इस कदर मुझे,

मेरे इंतज़ार का दीप भी किसी दिल में जला होता,

जगती आँखों से कटी न रातें मेरी,

अगर मेरी नज़रों में कोई प्यार का जहान होता,

ज़िन्दगी तेरा बोझ भी उठा लेता "राज" हंस कर,

अगर मुझे भी न कोई इस जहाँ से शिकवा होता।




Mast Photos For You

Cute Cutie Coochi Coo Beautiful White Peacock. Lovely Appeal of a Girl Are Your Eyes Betraying You. Awesome 3D Tattoo On Leg – Scary But Amazing

Shyari SMS Version

There Is No SMS Version For This Shayri.
Receive Daily Shayari By eMail
Or Send JOIN ShersDotIn To 987O8O7O7O To Receive Shayari In SMS.



Leave a Reply