Jindagi Se Hammne Waqt Be-Waqt Tumhara Saath Manga.
Jab Bhi Dua Kiya Khuda Se Tumhare Liye Saari Qayanat Manga.
Tumhare Sath Chalne Ki Tamanna Ki,
Irada Kiya Hamsafar Banane Ki
Tumhai Pa Kar Kitne Khus-Naseeb Hai,
Ye Jasba Tha Duniya Ko Dekhane Ki.
Ummid Se Jada Chaha,Khud Se Jada Aitbaar Kiya.
Jiska Koi Imtiha Nahi Etna Tumko Pyar Kiya.