Dil Ke Tukde Tukde Karke Muskura Ke Chaldiye
Dil Ke Tukde Tukde Karke Muskura Ke Chaldiye
Humne Chaha Pyaar Unse To Dil Humara Leliye
Pyaar Nibhana Unhe Na Aaya To Dil Tor Kar Chal Diye
Humse Hui Kya Khata Na Jaane Ishq Me Dard Mile
Soch Na Tha Toot Jayenge Is Tarha Par Dil Kya Kare
Base Jeete Rahe Unhe Khush Dekhne Ke Liye
Bhool Nahi Paate Jane Kue Aaj Bhi Unke Sile
Ab To Din Aur Raat Ki Khabar Kise
Base Yaado Ke Sahar Hum Hai Jeeye
Aaj Bhi Aakhe Dekhe Rasta Unkeliye
Par Jaane Kue Nahi Rookte Aaskho Ke Yeh Gile
Dil Ke Tukde Tukde Karke Muskura Ke Chaldiye
Dil Ke Tukde Tukde Karke Muskura Ke Chaldiye
hum to insan hai bahekna hamari fitrat hai
aaap ko chu kar to hawa bhi kuch der nashe me rahti hai :
2) zindagi ka fasana kuch is tarah se likha humne
har page pe khan ko deewana likha humne
3) aaj bhi un ki nazro ka raz wahi tha
hehra wahi tha libas wahi tha
yaro mai kaise unhe bewafa keh du
aaaj bhi un ke dekhne ka andaz wahi tha
4) meri khamoshi dekh kar mujh be zuban na samajhna
ghamo ki zamee hu mai khushi ka aasman na samjhna
5) ~~~~!!!!~~~~,,,,,””’….,,,,,,
%%%%%%%%##@!@!!!!!~~~~~~~~~~~~
Don’t love
“panchi keh rahe hai ki hum chaman chodh denge,sitare kah rahe ki kum gagan chodh denge,agar tere pyar me main bhi ae ‘poonam’tum dil se pukar lena hum kafan chodh denge.;(