Mein Iltafat-E-Yaar Ka Qayal Nahin Hoon Dost
Soney Kay Narm Taar Ka Qayal Nahin Hoon Dost
Mujh Ko Khizan Ki Ik Luti Raat Say Hai Pyar
Mein Ronak-E-Bahar Ka Qayal Nahin Hoon Dost
Kasam Lekar Waapas Aane Ki Woh Chalte Ho Gaye
Hum Toh Tabse Yaron Aabaad Jakhmon Se Ho Gaye
Saanse Chalti Bhi Nahi Naa Rukti Hai Seene Main
Jiye Toh Kaise Boaz Dil Par Kaafi Ho Gaye
Chaandanii Chhat Pe Chal Rahii Hogii
Ab Akelii Tahal Rahii Hogii
Phir Meraa Zikr Aa Gayaa Hogaa
Vo Barf-Sii Pighal Rahii Hogii
Maut Se Meri Nafrat Hain Puraani
Zindaagi Se Mohabbat Karta Hoon
Main Hoon Ekk Anjaan Shehar
Jahan Tera Swagat Karta Hoon.
The Spring Winds Are Playing
Among The Wood Land
In The Sunshine
Because
They Have An Appetite
Of Gratitude
And
Thankfulness
For God Almighty
And For His Blessings
And Miracles…….