Sahil Pe Khadi Thi Pani Ke Paas,
Ki Achanak Koi Toofan Aaya.
Laga Rahi Thi Diye Mein Aag,
Ki Zor Se Koi Sameer Aaya.
Ye Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti Ke Peechey
Ke Hazaaron Gham Lagey Hain Mairi Zindagi Ke Peechey
Na To Dil Ka Koi Maqsad Na To Mairi Koi Manzil
Main Chala Hoon Kyun Na Jaaney Kisi Ajnabi Ke Peechey
Na Sur Hai Na Taal Hai
Fir Bhi Geet Ga Rahe Hai
Mere Hi Ne Mujhe Pagal Bana Diya Hai
Dil Ki Sabhi Hasaraten Nakam Ho Chuki Hai
Dard Ki Dasta Yu Sar-E-Mehfil Sunai Nahi Jati
Dil Main Lagi Aag Ashko Say Bhujhai Nahi Jati
Peenay Walon Say Poocho Unki Pyaas Ka Aalam
Kabhi Thukratay Hai Sagar Kabhi Ik Boond Thukrai Nahi Jati
Uske Sath Bitaye Har Pal Ke Har Pal Ko
Apni Yadon Me Basa Rakha Hai,
Uski Har Hansi Ko
Hapni Aankhon Mein Chupa Rakha Hai,
Teri Yaadein Hai, Teri Khooshbu Hai,
Mere Har Pal Mein, Tu Hi Tu Hai Sanam,
Tu Hi Socho Mein, Tu Hi Khuwabon Mein,
Dil Ki Dhadkan Mein, Tu To Bastaa Hai,