Tutkar Apne Vriksh Se Kitna Swatantra
Lagta Hai Patta Aur Naya Path
Taye Karne Ko Kitna Unmuqt Hai Woh Patta.
Nahin Kar Paaya Swaad Naye Jeevan Ka Woh Patta.
Pyaar Apna Aazmaa Kar Daikhhiyay
Yaar Kay Koochay Mei’n Jaa Kar Daikhhiyay
Kuchh Nadaamat Chaahiyay Gar Aap Ko
Aap Logo’n Ka Bhalaa’ Kar Daikhhiyay
Koi To Aaj Bhee Mere Saath Hain
Jiski Kami Kaa Mujhe Ehsaas Hain
Uhi To Nahi Aaye Aansu Aaknhon Se Meri
Shayad Teri Yaadian Aaj Bhee Mere Paas Hain
Sabhi Kuch Hai Tera Diya Hua Sabhi Raahatein Sabhi Kalafatein
Kabhi Sohbatein Kabhi Furqatein Kabhi Duriyaaun Kabhi Qurbatein
Ye Sukhan Jo Ham Ne Raqam Kiye Ye Hain Sab Varaq Teri Yaad Ke
Koi Lamhaa Subah-E-Visaal Kaa, Kai Shaam-E-Hijr Ki Qurbatein
A Fading Dream Among The Hands
Is All That You Have
For A Love You Know Is Forever Lost
And That You Won’t Ever Have.
Ek Zara Dhoop Jo Nikal Jaye
Barf Gam Ke Abhee Pighal Jaye
Eisa Chehara Hai Meree Aankho Mein
Chand Dekhe To Chand Jal Jaye