Yun Kisi Ka Dil Toodna Hai Aasaan
Kisi Toote Ghar Ko Aabad Karke Dikhaa
Baat Karte Hain Chaand Par Aashiyan Banane Kii
Kisi Kii Dil Mein Utar Ke Dikhaa
Har Ek Naqsh Wohi Aaj Bhi Hai
Hum Ko Ussey Mohobbat Aaj Bhi Hai
Kaisey Yaqeen Dilaein Apni Mohobbat Ka Usey
Woh Humsey Begana Aaj Bhi Hai
Kaise Byaan Karun Uss Aadhi Raat Ki Vo Baat
Vo Haathon Mein Haath, Humsafar Ka Saath
Nigahon Ka Samandar Aur Mahobaat Ki Lehrein
Tanha Thi Akeli Thi Par Badi Hasin Thi Vo Raat
Tu Nahi Hai To Tera Gham Meri Tanhai Hai,
Teri Ek Yaad Hai Jo Mere Dil Ko Bhai Hai,
Ankhi Nam Hai Or Dil Mein Dard Ka Alam,
Honth Si Kar Bhi Ruswai Yan Uthai Hai,
Justification
For Cheers Of Elation
Exhilaration
And Wild Jubilation.
Temporary Cessation
Of Life’s Tribulations
Apt Celebration
For The Joy Of Creation
Tut Kar Bikhrein Hain Is Tarah
Ke Har Dard Ab Nasur Ban Gaya Hai
Pyar Ne To Tod Hi Diya Tha Mera Dil
Ab Har Dost Bhi Juda Ho Gaya Hai
Sochte The Dost To Wafadar Hote Hain
Har Gum Ke Raazdaar Hote Hain
Par Ek Dost Ne Hame Aisa Ilzaam Dia Hai
Ke Dosti Par Se Bhi Vishwaas Kho Gaya Hai