Ek Jurm Hai Mohabbat
Jo Main Ne Kiya Hai
Ek Ghalti Hai Mohabbat
Jo Mujh Se Huwi Hai
Aakhir Ishq Ki Kisse Ne Hame Bhi Dikha Hi Diya Ye Manzar
Jo Bagh Bhari Thi Phoolo Se,Aaj Kisi Ke Waja Se Hai Banjar!
Nahi Maayus Hona Mujhe ,Ye Bazi Har Bhi Jaun To,
Aaj Ham Hai To Kya!, Kal Unhe Bhi Jhelna Hai Ye Gam Ka Samandar
Khaawbon Mein Rehnaa Achaa Nahii Hai Aadmi Ke Liye,
Barhaa Hum Bahut Kuch Lutaa Dete Hai Zara Si Khushi Ke Liye
Maana Tumko Andherey Mein Rehne Ki Aadat Hai,
Magar Ghar To Naa Jalaao Kisi Ka Zara Si Roshnii Ke Liye
Tum Jo Hote Mere Paas Phirse Tumhe Mana Leta
Kar Shararat Bachho Si Tumko Main Hansa Deta
Chhod Ke Gussa Tum Bhi To Seene Se Lag Jate Phir
Aur Tumko Yunhi Thame Main Sari Raat Bita Deta
The Unique World Of Myths
Symbols And Religious Beliefs
Most Difficult To Understand
The Puppet Master, Or Dalang
Tells His Story By Projecting
The Shadows Of The Puppets
He Manipulates Behind
A White Screen And A Large Lamp
He Plays Several Characters At Once
Basically An Epic Narrative
Har Ek Shaks Ke Maathe Pe Shikan Paaye Hai.
Jism Chaltaa Par Aakhon Mein Thakan Payee Hai.
Shikan=crease
Read Full Shayari