Ishq Bun Na Saka Zeest Ka Taana Baana
Raha Na Unkey Wohaan Meira Aana Jaana
Zulm, Dhoka Hey, Jhut Hai Mohabbat Mein
Is Pe Aur Ziyaada Hai Dilaana Tana
Yaaro Bade Din Baad Aaya Hun, Kucch Likha Hai Maine Batana Kaisa Hai..
Aaj Bade Din Baad Uski Yaad Aayi Hai Muje Aaj Phir Ankho Mai Nami Nazar Aayi Hai…
Bade Saaalo Baad Koi Mere Dar Par Aaya Hai……
Na Jane Kyun Woh Paraya Muje Markar Apnane Aaya Hai……
Khuda Jism Se Jaan Itni Jaldi Kyun Nikaal Lii….
Aaj Us Bewafaa Ko Meri Kabr Mai Ik Humsafar Nazar Aaya Hai……..
Dil Ki Galiyoon Mai Aate Ho
Khushi Ki Bahar Laate Ho,
Bitte Palo Ko Yaad Dilate Ho
Khushi Ki Leher Dil Mai Jagate Ho,
Unki Yaad Har Ghadi
Unke Khayaal Har Pal
Unhi Ka Naam Labon Pe
Unhi Ko Talaashti Hain Nazren Her Pal.
Unko Chaahti Hun Kuch Is Qadar
Puchhe Koi Toh Kah Nahin Sakti
Jitna Bolun Lagta Hai Kuch Kam
Kaise Samjhaun Woh Hi Mere Sab Kuchh
Kehthi Woh Mein Usey Bul Jaoonga
Es Hasino Sey Bari Duniya Mein Usey Yaad Na Karoonga
Kehtha Mein Usey Yeh Uski Aada Hey
Jho Pyar Dil Sey Nahi Husan Sey Kartha Hey
Phir Sey Woh Kahe Ki
Tera Pyar Pyar Nahi Pagalpan Hey
Terey Jaisey Pagalpan Har Kohi Karey
Usey Maine Kahu Mera Jaisey Pyar Har Kohi Na Karey
Yeh Dil Mera Pyar Har Kisi Sey Nahi Sirf Tujisey Karey
Aray Hamain To Apnon Ne Lota Gheron Mein Kahan Dum Tha
Meri Haddy Thi Wahan Tooti Jahan Hospital Band Tha,
Mujhay Jis Ambolence Mein Dala Uska Petrol Khatam Tha,
Mujhay Rakshay Main Is Liye Bithaya Q K Is Ka Fare Kum Tha,
Duniya Hai Badi Bereham, Jeene Nahi Deti,
Duniya Hai Badi Bereham, Jeene Nahi Deti,
Duniya Hai Badi Bereham, Marne Nahi Deti.
Duniya Hai Deti Dard, Duniya Hai Khushiya Chinti,
Shamaa-E-Ishq Kuch Is Kadra Parwan Chadhi,
Na Lafz Nikle Na Palken Jhapki,
Phir Bhi Har Guftgu Hui
Preshani Me Hain Ye Sochkar,
Ankhoon Kay Samandar Main Jalan Kaisi Hai
Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki Lagan Kaisi Hai
Ab Kisi Chaat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaisi Hai
Dil Mein Uske Dua Hai Aankhon Mein Uski Kashish Hai
Kohinoor Hai Jaise Roop Uska Hontho Per Narm Tapish Hai
Adao Ki Shokiya Usme Sagar Se Bhi Gehri Hai
Door Jaha Se Aayi Jaise Woh Ek Pari Hai
Baaton Mein Uski Shararat Hai Har Lafz Mein Jaise Nazakat Hai
Khud Ko Jana Nahi Usne Ki Is Jahan Ki Woh Mohabbat Hai
Uske Is Bholepan Se Jindagi Meri Sanwri Hai
Door Jaha Se Aayi Jaise Woh Ek Pari Hai