Kaun Hai Kaisa Kal Sochen Ge
Jhuta Sachcha Kal Sochen Ge
Aaj Ki Raahon Se To Guzar Len
Kal Kyaa Hogaa, Kal Sochen Ge
Kuch Khumaar Yahan Per Chaya Hai
Jo Nazar Yahan Per Aaya Hai.
Sandesh Se Baatein Kerne Ka
Andaaz Naya Ek Aaya Hai
Humne Tumhein Apna Yeh Dil Diya
Uss Ke Badle Mein Tum Ne Kya Kiya
Ek Pyar Hi To Tum Se Manga Tha
Tumne To Humain Raho Main Akela Chor Dya
Mere Mehboob Unhe Bhi To Mohabbat Hogi
Jinki Sannayi Ne Bakshi Hai Ise Ye Shakl-E-Jameel(Khoobsurti)
Unke Pyaaron Ke Makabir(Tombs/kabar) Rahe Benam-O-Namood(Nameless)
Aaj Tak Na Jalayi Kisine Unpar Kindil(Candle/diya)
Pyar Pana Kismat Mein Nahi Jiske Woh Kya Kare
Pyar Pane Ki Kosis Mein Jiye Ya Pyar Ke Bina Mare
Sirf Mein Nahi Hazaaro Mere Jaise Hai Akele
Khus Kismat The Woh Ho Apne Pyar Ke Sath Mare
Teri Muhabbat Ki Chahat Mein Ab Mujhe Kuch Yaad Nahin
Kushiyon Ke Tarane Gham Ke Afsane Yaad Nahin
De Sake Tu Mere Jazbaat Ko Taana Jiska
Mujhko To Aisi Koi Apni Khata Yaad Nahin
Door Rahke Bhi Teri Yaad Ko Pooja Maine
Phir Na Kehna Ke Mujhe Aad-A-Be Wafa Yaad Nahin
Chehray Parta Rehta Hoon Ankhain Likhta Rehta Hoon
Main Bhi Yeh Kaisi Batain Likhta Rehta Hoon?
Saray Jism Darakhtoon Jaisat Laghtay Hain
Aur Bahoon Koo Shakhain Likhta Rehta Hoon
Mat Kaho Mujhe Jine Ka, Jivan Me Darr Lagata Hain
Parr Kat Chhuke Hai Mere, Udan Me Darr Lagata Hai
Khusbu Woh Dete Gaye Aur Aadat Si Kuch Ho Gayi,
Kante Ye Aaye Kahan Se, Chaman Me Darr Lagata Hai
Tere Khushboo-E-Badan Sei Mehakne Lage Hain……
Roko Naa Aaj, Jo Ye Kadam Badhne Lage Hain…..
Kaha Tha, Naa Pehna Karo Laal Rang Kaa Joda…..
Badhne Do, Jo Ye Jasbaat Behakne Lage Hain…..
Rothne Ki Ada Hum Ko Bhi Aati Hai Magar
Kash Koi Hota Humein Bhi Manane Wala
Kisi Ke Pyar Me Gehri Chot Khai Hai
Wafa Se Pehlay Hi Be-Wafai Pai Hai