Kabhi Mehfil Mein Toh Kabhi Tanhai Mein
Humne Dhoondha Khud Ko Har Parchai Mein
Nahi Kuch Khabar Kahan Kho Gaya Hu Main
Gum Hu Kahin Bas Zindagi Ki Ladai Mein
Guzar Jata Hai Woh Zamana
Jisme Gham Samaya Hota Hai
Guzar Jata Hai Woh Zamana Bhi
Jisme Khushi Ka Izafa Hota Hai
Lekin Mai Samjha Nahi Aaj Tak Bhi
Ke Mohabbat Mai Bichhadne Ke Baad
Tadapne Ka Zaman Kyon Nahi Guzarta
Mehfilon Main Afsaane Roz Bayaan Hote Hain
Mujh Jaise Deewaane Aur Yahaan Hote Hain
Nahi Hota Hai Sacha Koi Rishta Koi Nata
Jhoothe Yeh Zamaane Aur Jahaan Hote Hain
Tha Maatam Jo Kisi Toote Hoye Sapne Ka
Apne Bhi Begaane Aur Kahaan Hote Hain
Na Talaashna Tu ” Jaan ” Koi Chota Sa Ghar
Bazaar Main Thikane Aur Jawaan Hot Hain
Why
Why Did She Have To Leave
To Leave Me Here
Withnot An Once Of Hope
Why
Why Didn’t I Get To Say Good Bye
I Didn’t Get To Tell Her What A Great Friend She Was
Or How Much She Helped
Ban Kar Galay Ka Her Bari Deer Tak Mujhay !!
Karti Rahi Wo Pyaar Bari Deer Tak Mujhay !!
Kal Cho Liya Thaa Us Nay Mujhay Ittifaq Say !!
Aya Na Phir Qarar Bari Deer Tak Mujhay !!
Raaz’e Dil Kyaa Hai Aur Bayaan Hai Kiyaa
Gar Chhupaa Sab Hai Phir Ayaan Hai Kiyaa
(Ayaan: Zaahir, Bayaan: Dikhaawa,Show
Read Full Shayari