Mene Kaha Mera Mehboob Tujhse Haseen Hai,
Jo Baat Usme Hai Tujhme Bhi Nahi Hai
Baadlo Se Teri Chandni Chhip Jaati Hai,
Vo Jidhar Dekhle Roshni Ho Jaati Hai,
Ehsaan-O-Wafa Be Matlab Duniya Mein Nahi Hain
Khast-E-Dard-O-Ghum Ka Liyaaz Meri Adaa Mein Nahi Hain
Tir-E-Nazar Se Zakhmi Hona Kismat Sa Ho Gaya
Tere Diye Dard Ka Koi Masiha Nahi Hain
Zindagi Mein Bhale Hi Koi Aur Aa Jaaye
Dil Mein Aap Hi Rahoge
Haath Bhale Hi Mera Kisi Aur Ke Haath Mein Ho
Yaadon Mein Aap Hi Rahoge
Hain Hum Main Yeh Kaisa Rishtaa
Thoda Khatta
Thoda Mitaah
Kabhi Uncha
Toh Kabhi Nichaan
Kahin Chotaa
Toh Kahin Lambaa Khichaan
Hain Hum Main Yah Kaisa Rishtaa
Thoda Phikaa
Toh Thoda Tikhaa
Kahin Aag Hain
Toh Kahin Toofaan Ne Ghera
Be-Karaan Tanhaaiyun Ka Silsila Reh Jaayega
Terey Merey Darmiyaan Bas Ek Khalaa Reh Jaayega
Aks Beh Jaayenge Saarey Dhoop Ke Sailaab Mein
Aur Koye Paaniyoun Mein Jhaankta Reh Jaayega
No Words Can Describe The Volatile Mix Of Joy And Pain.
Yet, How Can I Turn Back Now, My Heart Won’t Refrain,
From This Wanting And Needing So Deep Inside.
These Heart-Felt Emotions Can Not Be Denied.