Jab Bhi Do Aansoo Nikal Kar Rah Gaye
Dard Ke Muaaine Badal Kar Rah Gaye
Kitni Fariyaadein Labon Par Ruk Gaye
Kitne Ashk Aahon Mein Dhal Kar Rah Gaye
Hum To Usske Dil Ke Dar Per, Utth Utth Ker Girte Rahe,
Ek Wo Hi To Thee, Jissne Kuch Gilaa Rehne Diya
Hum Usske Dil Ke Dar Per Jaa Jaa Ker Aate Rahe
Ek Wo Thee Jisne Khaamoshiyon Ka Silsila Rehne Diya,
Ishwar Adhura Hai Bhakto Ke Bina
Shayar Adhura Hai Shayari Ke Bina
Sharaab Adhuri Hai Nashe Ke Bina
Priyatam Adhura Hai Priyatama Ke Bina
The wind
the wind is soft
but sometimes the wind is hard
when i think i of you
the wind blow, blow, blow
and that’s when i knew that you
are a special person to me
and so the wind blow, blow, blow
and that’s when i fonud you
the wind
gauzona yang
Read Full ShayariAapni Sare Nishaniya Le Jaa,
Wo Phool, Rumal, Letter, Gift Le Jaa,
Yahan Tak Ki Aapne Haatho Ki Lakere Mene Tujhe De Di,
Ye Bhi Kuch Kaam Na Aaye To Mera Mukkdar Le Jaa,
Us Undehkay Insaan Ko Kiyun Sochty Hain Ankhan Mari
Kiyun Intizar Main Hain Us Ki Rah Main Dehrkhnain Mari
Han Us Main Kuch To Khass Ho Ga Hi Warna
Yun Na Jalty Har Ahat Pay Tarpanain Mari