Dekho Ajj Itne Baras Mein Zindagi Mujhe Le Aye Hai Kahan
Aik Safar Hai Jo Shuru Hua Thaa Kahan Se Jane Thehre Ga Kahan
Hazaroon Yadein Hein Hazaroon Batein Hein Kaye Dukh Hein Kaye Khushian
Kahin Mile Hein Nafratoon Key Saye Kahin Mile Hein Mehrbaan
Mujhe Itni Bhi Sazaa Naa De
Mere Pyaar Ki Intehaa Naa Le
Rukk Jaa E Chaand Tham Jaa Zara
Do Ghadi Mujhe Bhi Nihaar Le
Tare Aasman Mein Lakhon Hain
Par Nigah Sirf Chand Ko Dekhti Hai
Ladkiyan Be Jahan Mein Taaron Ki Tarah Hai
Par Nigah Sirf Mere Yaar Ko Dekhti Hain
Tum Ho Pari Koi Apsara
Koi Aag Ho, Baarish Bhi Tum
Boonde Bhi Tum Samander Bhi
Ehsaas Bhi Ho Vishwaas Bhi Tum
Mere Tann Mann Ki Pyaas Bhi
Tum Pyaar Ho Preet Bhi Tum
Tum Rasm Bhi Aur Reet Bhi Tum
Tum Aksaah Ho Jaameen Bhi
Tum Hasin Bhi.Najnin Bhi Tum
Meri Jujtaju Aur Aarjoo Bhi Tum
Main Pana Chahun Khudko Khoke Bhi
Meri Jaan Tum Meri Zindagi Bhi Tum
Lekar Ke Dil Hamara Nasheman Chale Gaye
Madhosh Karke Hamko Sab Loot Le Gaye
Aankho Me Teri Aaj Bhi Gahrayi Thi Janam
Ham Tairte Hi Rah Gaye Aur Aap So Gaye
Surmaee See Aik Shaam Thi Wo
Chahat Ka Haseen Payghaam Thi Wo
Us Kay Laboon Ki Baat Na Poocho
Gulshan Main Kali Ka Naam Thi Wo
Saansain Bhi Mehekti Theen Us
Ki Khusboo Ka Humain Inaam Thi Wo
Din Raat Hi Dil Ko Machalna
Tha Her Lamha Mera Araam Thi Wo