Kabar Ho Ki Lajjat Ho, Zindagi Ganimat Hai
Aye Sarara-E-Betaab,Bas Yehi Ganimat Hai
Waqt Ne Mita Dale Vo Gulab Se Rukhsaar
Ab To Jard Chehro Ki Dilkashi Ganimat Hai
Zara Pane Ki Chahaht Main¸ Bahut Kuch Chut Jaata Hai¸
Na Jaane Sabra` Ka Dhaagaa¸ Kaha Par Tut Jaata Hai.
Kisko Hamarah Kaheto Hao¸ Yaha To Apnaa Saayaa Bhi¸
Kahi Par Saath Chalta Hai¸ Kahi Par Chut Jaata Hai.
Ankhon Me Hai Surat Teri
Dhadkno Mein Basa Hai To
Zindgi Mein Hai Nasha Tera
Tere Bina To Main Udas Hun
Tu Hai To Bahare.N Hai.
Tu Nahi To Patjhar Hai..
Tu Hai To Sawan Hai…
Tu Nahi To Sab Jageh Aakal Hai..
Jab Kabhi Bechra Hua Dost Mila Ha Koi
Mujh Ko Akhlass-E-Azeezaan Pay Hansi Ayi Ha
Mujh Ko Eik Zaher Ka Chalka Hua Sager Day Du
Mujh Ko Es Dour Kay Insan Pay Hansi Ayi Ha
Aankhon Men Ashq Liye Baiti Hun
Dil Mein Tumari Muhabbat Liye Baiti Hun
Khoob Nibhaye Tumne Wafaa Chal Mann
Chale Gaye Ho Tum Mujhse Door Chal Mann
Jab Jab Yeh Sawaan Barasta Hai
Esa Lagta Hai Jaise Koi Kisi Ke Liye Tarasta Hai
Tab Tanha Khamosh Raaton Mein
Esa Lagta Hai Jaise Koi Mujhe Pukarta Hai