Aankho Se Aanso Chupaye Nahi Jate
Dil Ke Derd Bataye Nahi Jate !
Kuch Logo Se Afsane Banaye Nahi Jate
Kuch Fasane Logo Ko Sunaye Nahi Jate
Aap Ko Dekh Kar Dekhta Reh Gaya,
Kya Kahe Aur Kya Kehne Ko Reh Gaya,
Aapko Dekh Kar Dekhta Reh Gaya…
Unki Aankho Se Kaise Chalakne Laga,
Mere Honton Par Jaise Majra Reh Gaya,
Aapko Dekh Kar Dekhta Reh Gaya…
I Wish To Find Opium To Hold My Heart;
I Wish To Fly Away To The Famous Five,
Chinese Mountains;
To Be Enchanted And Sooth My Heart,
Imagine Your Feelings And Emotions
As Tints, Color And Hues
Would Your Life’s Notes
Be A Color Of Skies Or Blue Of Oceans?
Just Like A Box Full Of Crayons
My Life Has Been A Whirl Of Tints
With Love And Living
Getting Married And Having Sons
Please
Release Me From Your Heart
Let Me For Sometime Out
When Your Beats Feel Alone
Give Me A Call As A Result
Please
Keep Me Away Of Your Mind
Let Me Search For A Chance To Find
To Get Suddenly In Your Thoughts
And Consider It A “call Me†Remind
Agar Dur Jana Hi Tha To
Kya Jarurat Thi Pahle Pass Aane Kii …
Agar Hume Rulana Hi Tha
To Kya Jarurat Thi Pahle Hasane Kii …
Mujhay Koi Kahani Sunao Na Dadi
Mujhay Apni Godh Mei Bethao Na Dadi
Mere Nanhi Ungali Apni Mutthi Mei Bhenchay
Mujhay Khachay Aangan Mei Ghumao Na Dadi
Wo Aye Aur Aa Kar Laut Bhi Gaye
Mere Aarmano Ka To Dum Tab Bhi Na Nikla
Maine Saja To Li Hai Ye Mehfil-E-Khaas
Magar Anjuman Ka Sar-O-Kham Tab Bhi Na Nikla
Mohabbat Kiya Hai? Aik Lamba Sehra
Jalti Zameen Aur Mere Nange Paoon
Jo Na Age Barh Sakte Hai
Aur Na Taharna Chahtee Hain
Woh Zakham Kya Hai? Na Riste Rahen Jo Seene Main,
Woh Ashk Kya Hai Hai? Jo Aakhon Se Bah Nahin Sakte
Ye Aur Baat Hai, Jo Hum Khamosh Rahte Hai,
Hai Varna Baat Woh Kya, Hum Jo Kah Nahin Dakte