Aaiye Bazaar Me Keemat Laga Kar Jaiye Bik Raha Ye Kshitiz Isko Khareed Jaiye
Main Luta Baitha Wafayein Dil Ki Saude Bazi Me Iss Bhikhari Se Duayein Kuch Khareed Jaiye
Meri Azmat Ka Tamasha Raunak E Bazaar Hai Chahta Hun Ye Nazara Gaur Kar Ke Jaiye
Ek Sharaafat Hi Bachi Hai Benawa E Yaar Mein Aap Chaahein Too Usse Neelaam Kar Ke Jaiye
Kuch Baat Hi Aisi Hai Nigahon Mein Yaar Ki
Neeyat Hi Nahi Bharti Dil -E- Bekarar Ki
Wo Pehle Pyaar Ki Kashish Wallah
Meri Saanson Mein Thi Khushbu Bahar Ki
Pata Nahi Haar Kaise Kehte Hain
Muhabbat Main Harna Kaise Kehte Hain?
Main Khud Se Yeh Sawaal Karne Par Majboor Hun
Abhi Mere Zehan Main Kuch Bhi Wajah Nahi Hai
Ahista Ahista Main Yaqeen Kar Lunga
Ke Main Haar Giya Hun
Khud Se Haar Giya Hun
Muhabbat Se Haar Giya Hun Shayad
Tumhein Yaqeen Nahi Aa Raha Shayad
Tumhein Adhure Wajood Ke Dard Ki Shiddat Ka Andaza Nahi Hai
Ab Mujhe Sirf Us Ki Muhabbat Ko Mehsoos Karna Hai
Khud Ko Us Ki Muhabbat Ka Ehsaas Dilne Ke Liye
Us Se Muhabbat Ki Bheek Mangna Pdhade Ga
Khud Ko Tasalli Dene Ke Liye
Aur Tumhein Pata Hai
Jis Se Be Panah Muhabbat Ki Jaye
Us Se Muhabbat Ki Bheek Mangna
Kis Qadar Gira Hua Amal Hota Hai?
Aur Ab Mujhe Baqi Tamam Omar
Ais Muskil Aur Gire Hoye Amal
Ko Dohraate Rehna Hai Shayad
Yahi Meri Haarne Ki Saza Hai
Jab Bhi Uthti Hai Nigahen,
Aap Ko Dhundhti Hain,
Jab Bhi Uthte Hain Haath,
Dua Aap Ke Liye Mangte Hain,
I Tried Cooking In My New Quicksilver Jacket,
Just An Affectation I Assure You – No, Not The
Coat Or The Cooking But Me In The Wearing Of
It, A Distorted Form Of Appreciation.
When I Think Of It, The Gag Was Fitting. It Was
Not New But A Barely Used, Zippered Surfers’
Jacket Bought At The Market For Five Dollars,
Waterproof, Hooded, Lined For Lousy Weather.
Yoonto Pehle Bhi Milte Rahe Ham
Per Abke Jo Mile To Kuchh Yoon Mile
Ke Dil Bhi Mila Aaye
Ey Doston Baat Sirf Chehron Ke Nahi