Bahana Mangta Hai Peene Wala
Ek Aur Gooth Chata Hai Nashe Main Jeene Wala
Gum Main Peete Hai Hum, Ki Bhula De Sari Duniya
Kushi Main To Peene Ka Maza Hai Nirala
Bataaou, Tumhain, Mein Kahaan Paaun? Sainyan
Tumhain, Gar Bhulaaun: Kahaan Jaaun? Sainyan
Haqeeqat Hai, Tum Ho Kaheen Paas Meyrey
Ujaala, Magar, Hai Nigaahoun Ko Gheyrey
Naheen, Jis-Key Us Paar, Deytaa Dikhaayee
Kahaan Meyree Aankheyn: Kahaan Ye Andheyrey
Yahaan Sey Wahaan, Fir, Wahaan Sey Yahaan, Mein
Thakee Hoon Bhatak! Kaisey, Ab Aauun? Sainyan
Ab To Tu Laut KÂ Aaja Ke Tujh Bin Viran Hai
Bas Tera Khayaal Har Dam Baaqi Anjaan Hai
Tujh Bin Har Shay Bekaar Hai, Be_maiine Hai Sab Kuch
Tujh Par Jaan Nisaar, Tujh Pe Duniya Qurbaan Hai
Mere Zoulm O Sitam Pe Hairaan Na Hona
Mere Baad Toumko Itna Sataaega Kaun
Mehfil Main Har Koyi Tujhe Saraahta Hai
Mere Alaava Toumko Itna Sataaega Kaun
Zakham Bhar Gay
Ansoon Bhi Sookh Gay
Yaadein Bhi Daafna’h Di Meine
Akre Sajda Bhi Kar Diya Unko Humne
Kai Badnamia’n Hoti , Kai Ilzam Sar Jate,
Magar Ae Kash Hum Dono’n Hamee’n Dono Pe Mar Jate,
Agar Tum Khab Hote To Tumhe Aankho’n Mai Rakkh Lete,
Na Goya Neend Se Phir Jagte Hatta Ke Marr Jate,