Junuun-E-Shauq Ab Bhii Kam Nahiin Hai
Magar Vo Aaj Bhii Barham Nahiin Hai
Bahut Mushkil Hai Duniyaa Kaa Sanvaranaa
Terii Zulfon Ke Pech-O-Kham Nahiin Hai
Main Na Milu To Khud Se Aetbar Na Khonna
Waqt Aur Halat Ki Majburi Samjh Chup Rehanna
Kuchh Chhatenge Ye Badal Tufanoo Ka Inatazar Rakhnna
Gar Fhirr Bhii Falak Mai Bijali Chamake Tau Afhshar Ka Tassavurr Karlenna
Tumne Kabhi Likhe They, Mere Naam Jo Khat
Rishta Mere Jazbaton Ka, Unme Sama Gaya
Har Aahat Se Chaonkti Hui, Sadiyaan Gujar Gayee
Har Pal Yeh Guma Hua, Ke Tu Hi Aa Gaya
Concupiscence Gushing Over Tenderness
Conscience Blushing Over Gentleness
Salacious In Demeanor
Affection Urges To Be Cleaner
Jab Lage Zakhm To Qaatil Ko Duaa Dii Jaaye
Hai Yahii Rasm To Ye Rasm Uthaa Dii Jaaye
[Rasm = Custom/tradition]
Read Full ShayariWada Karke Aap Humen Bhul Gaye
Lagaker Iss Zindagi Mein Daag Aap Chale Gaye
Muhabbat Karke Humne Sab Se Munh Pher Liye
Aapse Dil Lagne Ki Keemat Humne Chuka Diya