Nagmai Likhte Likhte Ek Kahani Ban Gaye Tu
Lamha Chunte Chunte Ek Zindagi Ban Gaye Tu
Chalte Chalte Ek Parchaai Ban Gayee Tu
Bond Bond Paani Si Ek Sagar Ban Gayee Tu
Woh Mera Dil Meri Jaan Sab Kuch Thaa
Par Us Se Yeh Kehna Bohat Mushkil Thaa
Yun To Woh Bhee Humse Mohabat Karta Tha
Magar Kehne Se Najane Kion Darta Thaa
Likhthi Hun Gume Shouk Ke Jeena Hai Mujhe
Tum Agar Apne Haath Se Zehar Bhi Pilaye Toh Peena Hai Mujhe
Tanha-Tanha Aab Nahi Rahna Hai Mujhe
Jo Dil Mein Hai Baat Woh Kahna Hai Mujhe
Mere Dil Mein Hai Surat Uski,
Uske Siwa Koi Or Mujhe Bhata Nahi…
Nahi So Paata Hoon Raaton Ko,
Teri Tarah Koi Pyaar Se Mujhe Sulaata Nahi…
Ek Sirf Tujhe Apna Maana Tha Hum Ne,
Khuda Ki Kasam Khuda Jaana Tha Hum Ne,
Bhula Baitha Tha Baadal Apna Sab Kuch,
Sirf Aur Sirf Tujhe Jaana Tha Hum Ne,
Humhein To Adat-E-Zakhm-E-Saffer Hai Kiya Kahiye ..
Yahan Pe Rah-E-Wafa Mukhtasir Hai Kiya Kahiye..
Judaiyaa’n To Yeh Mana Bari Qayamat Hain …
Rafaqato Main Bi Dukh Kis Kaddar Hai Kiya Kahiye …
Haqayat-E-Ghum-E-Duniya Taveeel Thi Keh Di …
Haqayat-E-Ghum-E-Dil Mukhtasir Hai Kiya Kahiye …
Majal-E-Deed Nahi, Hasrat-E-Nazara Sahi ….
Yeh Silsila Hi Bohat Moat’aber Hai Kiya Kahiye…..