Pyaar Ke Yeh Khubsoorat
Pal Tumhare Saath
Beetana Chatta Hoon
Aaj Ka Din Yaadgaar
Banana Chahta Hoon
Subha Jab Ankh Khule
Phoolon Se Swagat Ho
Nahakar Jab Niklo Toh
Chandan Ki Khushbu
Bharna Chahta Hoon
Zahan Pe Chhaaii Huii Gam Kii Ghataa Ho Jaise
Dard Mein Duubii Huii Saarii Fizaa Ho Jaise
[Zahan = Mind; Fizaa = Atmosphere]
Read Full ShayariShabd Humne Likhe Dua Ho Gaye
Hoton Pe Rakhe Aapne Jubaan Ho Gaye
Yaad Aai Bachpan Me Padhi Ek Kahani
Dil Pinjar Bana Mera Aap Sua Ho Gaye
Kya Khatm Hogi Meri Talaash
Ek Khoobsoorat Jahaan Ki
Khushiyon Bhare Samaa Ki
Pyaar Bhari Un Aankho Ki Chhal Ka Jahaa Naam Na Ho
Jab Raat Ki Naagin Dasti Hai
Nass Nass Main Zehar Utarta Hai
Jab Chand Ki Kirnain Taizi Say
Iss Dill Ko Cheer Kay Aati Hain
Hai Kuchh Toh Baat Teri Mohabbat Mein
Dil Yuheen Toh Tera Deewaana Nahi
Jal Na Sake Jo Apni Shamaa Ke Pyaar Me
Woh Koi Sachchaa Parwaanaa Nahi
Hum Aankhon Say Pilaakay Jhoomte Hain
Hamaari Mohabbat Ko Aazmaana Nahi
Behka Na Sake Jo Teri Dhadkano Ki Taal Ko
Aisa Kamzor Mere Dil Ka Mehkhana Nahi