Dard Kee Bat Karo To Mujhse Karna Aasma Se Nahi,
Wo To Ekk Bar Khota Hain Chand Ko,
Dard Kee Bat Karo To Mujhase Karna Foolo.N Se Nahi,
Wo To Ekk Bar Bikharate Hain Patjhad Mein,
Tumhein Yaad Hoga Wo Dilbar Diwaana Sa
Kuch Tau Pagla Sa, Kuch Wo Mastaana Sa
Bhuul Se Dil-Jalon Kii Mehfil Mein Aa Gaya Wo
Hua Uske Bhi Dil Kaa, Phir Jalna Jalaana Sa
Aaj Najanay Kiynay Bersoo Baad Wo Mila Mujhay
Jo Kabhi Mujhay Apni Zindagee Kaha Kerta Tha
Jo Meray Saath Har Mousaam Betata Tha Jo Kahta Tha Kae
Mein Girty Aabsharoon Mein Chamaktay Gull Ki Manind Hoon
Laboon Pe Aati Hai Baat , Par Fir Ruk Jaati Hai
Hansi Bhee In Ghataoon Ke Piche Kahi Chup Jaati Hai
Itna Na Sharma Ki Chehra Laal Ho Jaaye
Itna Na Tadpao Ki Bura Haal Ho Jaaye
Ishq Maine Kiyaa Hain Sau Baar, Baar Baar,
Sirf Kiyaa Ishq Duniyawale Kho Dikhane Ke Liye
Doston Ke Mehfil Me Rang Jamane Ke Liye
Dil Ko Tadpaane Ke Liye Zehar Peene Ke Liye
Gham-E-Zindagi Ki Shama Bujhayga Koi
Ehsas-E Mohabbat Ko Dil Me Jagayega Koi
Aankhen Band Karoge To Yaad Aayega Koi
Bazm-E-Raat Ke Sitaron Me Saja Kar
Chandni Ke Chalakte Paimano Me Mila Kar
Jo Rakhta Hai Tuhe Dil Me Chhupa Kar