Meri Rooh Mein Jo Utar Saken Wo Mohabaten Mujhey Chahainen
Jo Saraab Hon Naa Azaab Hon Wo Rafaqaten Mujhey Chahainen
Unhi Saa?aton Ki Talaash Hain Jo Calendaron Se Utar Gaeen
Jo Samey Ke Saath Guzar Gaen Wohi Fursaten Mujhey Chahainen
Kyun Main Karoon Iss Dunniya Ki Parwahh …
Jisne Kabhi Mere Bare Mein Sochha Takk Nahi,…
Kyun Main Karoon Iss Waqt Ki Parwah ….
Jo Mere Liye Kabhi Accha Hua Hi Nahi,….
Woh Raah Hi Kyaa Jiski Koi Manzil Na Ho
Woh Raahi Hi Kyaa Jise Manzil Ki Koi Aehmiyat Na Ho
Woh Raahi Hi Kyaa Jise Manzil Paane Kaa Junoon Na Ho
Raahi Wohi Jisme Jasbaa Ho Kuch Kar Dikhaane Kaa
Millions Of Blogs
Billions Of People
Cell Phones And
Ipods
In The Hands
While Walking
Talking And
Driving.
Robots!
Everywhere!
Clusters
Of Races
Separated
By One Street
Or Two.
Jeewan Key Safar Main Rahi
Miltey Hain Bichar Jane Ko
Oar Dey Jatey Hain Yadain
Tanhai Main Tarpaney Ko
Kalam Aur Kaghaz Be Jaan Ankhoon See
Main Takti Rehti Hoon
Koshish Ghazal Likhne Ki
Ya Chahee Sher Ho Koi
Samajh Mein Ye Nahi Aata Ki Dil Ki Khuu Kya Thi
Safar To Aath Pahar Ka Tha Justaju Kya Thi
[Khuu = Habit; Justajuu = Search]
Read Full ShayariKamosh Zabaan Ke Lafzon Mein
Kuch Posheeda Si Baatein Hai
In Posheeda Si Baaton Mein
Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain
Dil Se Dil Ke Ikraar Ka Waasta,
Tumhe Mere Pyaar Ka Waasta,
Aa Bhi Jaao Ke Hai Tum Ko Ab,
Barson Ke Intezaar Ka Waasta,