Ab To Us Taras Se Bhi Pyaar Hai Humein,
Aansuoon Ke Us Baras Se Bhi Pyaar Hai Humein,
Jisne Kiya Tumhare Dil Ko Thoda Bekrar,
Par Tadpaya Dono Ko Kyu Baar Baar,
Tawaq’qo* Ak Tarfaa Ish’q Se Kam Ho To Achchhaa Hai!
Use Bas Muskuraataa Dekh Ke Jee Lo To Achchhaa Hai!
Bahaar Ik Um’r Se Barham* To Patjhar Meh’rbaan Mujh Pe,
Mujhe Gulshan Se Apne Door Hee Rak’kho To Achchhaa Hai!
Apney Phool Auron Ke Ghar Laga Dyein,
Youn Khusbu Se Pyar Kia Hai Kabhi Kabhi
Pyar Woh Karte Hai Kisi Aur Ko,
Youn Hi Beqaraar Kia Hai Dil Ko Kabh Kabhi
Aankhon Se Aanso Bhi Aab To Sook Gaye,
Woh Abhhi Muskura Key Puchjtey Hain Haal Kabhi Kabhi
Humse Puchtey Hain Loog Pata Uska,
Humto Barso Se Dhond Rahey Hai Pata Apney Dil Ka
Asire Ghum Me Danishta Hui,Tu Kaha Hai?
Be_kaif Si Ye Shabb Hui,Tu Kaha Hai?
Ehle_dil Bhi Hijab_e_ghum Se De Raha Hai Sada,
Wada_e_ittehadi Baahmi Ka Wo,Wada Kaha Hai?
Sath Kiye Makhmali Wadon Ko Kaise Bhula Doon?
Mohaabat Ke Rangeen Irado Ko Kaise Bhula Doon?
Tamanna Ki Bahon Me Machaltey Jazbaton Ke Liye
Pighley Hue Haseen Ashiyane Ko Kaise Bhula Doon?