Door Rehne Ka Yeh Mausam Ayaa Kaisa Sanam,
Pass Hi Hai Tere Hum Yeh Bhi Guzar Jaayega,
Guzar Ke Pass Hamein Jab Yeh Sama Laayega,
Dooboge Tum To Magar Humko Bhi Doobaoge,
Julfon Ki Oat Mein Apna Chehra Chhupa Liya,
Chahti Nahi Hai Koi Uske Husn Ki Tareef Kare,
Log Apas Mein Lad Padte Hain Uske Liye,
Koi Tere Husn-O-Jamal Ki Tareef Kare,
Zakham Dene Ka Andaj Kuch Aisa Hi Hai,
Kuch Log Kabhi Zakham Dekar Kar Kehte Hai,
Abb Haal Kesa Hai? Zehar Dekar Kar,
Koi Kehta Hai Use Peena Hi Hoga,
Kab Woa Kaarya Gai Ppiyar Iss Shidat Sai
Jis Shidat Sai Kertay Hai Piyar Hum Unn Sai
Kkiya Humarui Zindagi Unn Kai Intizar Mai Hi Beet Jayy Gi
Kai Kab Woa Lamha Ayay Ga Kai Woa Hum Koa Chanay Ka Izhar Karay Gai
Usney Sir Jhukaya Tha Us Din Jab Mere Saamne,
Me Samajh Na Saki Uske Andaaz E Beyyaan Ko?
Paas Jab Vo Rehta Tha Bahharey Har Taraf Thi,
Par Jaanti Na Thi Vo Layega Saath Apney Khija Ko?