Jab Bhi Aaya Woh Koi Daastan Choor Gaya
Kia Kahon Har Bar Hi Mujhay Tu Hairan Choor Gaya
Main Jantee Na Thee Muhabbat Ki Zubaan Wurna
Woh Tu Har Lafz Main Chahat Ka Nishan Choor Gaya
Meri Maut Ke Bad Uske Aane Tak Mujhe Na Dafnana,
Aankehen Khulli Hain Meri Uske Intezar Mein Uske Aane Ke Bad Hi Meri Palkein Jhukana,
Agar Woh Na Aa Paye To Mera Janaza Uski Gali Mein Se Le Jana,
Main Dekhna Chahta Hun Us Bewafa Ka Meri Maut Par Muskurana,
Kisi Ne Pukara To Tum Yaad Aaye Nadi Jheel Ke Baadbaan Yaad Aye
Teri Ek Jhalak Se Mai Raaton Ko Jeeta Wo Guzray Baras Barhan Yaad Aye
Wo Mera Bulana Aur Tera Na Aana Jo Poochha To Tera Bahanay Banana
Haya Me Nahana Sharam Odh Aana Tere Kadmo Ke Naqsh Phir Yaad Aaye
Wo Aaj Humare Mehfil Mein Fir Aaye Hue Hain
Jo Ghehrat Bhee Aapni Lutaye Hue Hain
Sano Ye Shaukat Aapne Jhute Dosto Ke Badolat
Sare Gunaho Ke Inko Hai Mohalat
Mujhe Jab Kise Se Mohabbate Na Thi
Aankho Ko Rone Ki Adate Na Thi
Bhuje Jati Hai Jabe Pyaar Ki Jyoti To
Reh Jati Hai Aankhe Roti
Nazo Navazo Mei Ji Nahi Lagta
Fiza Gayie To Baharo Mei Ji Nahi Lagta
Na Phooch Mare Dil Pe Kya Gujzarti Hai
Yeh Hi Kahoongi Ki Hazaro Maie Ji Nahi Lagta