Khidki Se Dekha To
Raste Pe Koi Nahi Tha
Khidki Se Dekha To
Raste Pe Koi Nahi Tha
Junoon Ki Aag Main Din Raat Jalna Bhi Zaroori Tha
Jahan Ki Gardishoon Kay Saath Chalna Bhi Zaroori Tha
Main Akhir Kab Tak Is Ki Hararat Say Namu Pata
Woh Khursheed-E-Falak Tha,Is Ko Dhalna Bhi Zaroori Tha
Badley Jo Rastey Shaam Dhaltey Hi
Ruk Gaye Qaafley Shaam Dhaltey Hi
Main Talaash Karta Tha Roshni Ko
Mil Gaye Andherey Shaam Dhaltey Hi
Humne Socha Na Thaa Ki Waqt Ka Takaza Ye Hoga
Ki Koi Meri Safgoi Pe Hi Ungli Utha Dega,
Humne Pala Thaa Hamesha Se Hi Insaniyat Ka Jajba,
Koi Insaniyat Pe Mera Vishwas Hila Dega,
Hum Nay Jis Raat Teray Hijr Ki Dehleez Peh
Gham Rakha Hai Chaand Heran Hua Hai
Keh Bhala Kon Chamakta Hai Ufaq Kay Us Paar
Hans Dia Koi Sitara, Jo Kabhi Palkon Per
Ye Jindagi Jindagi Kya Hai,
Maut Se Jyada Iski Hakikat Kya Hai,
Pakadle Mazbut Rassi Ko Uski,
Phir Samjh Jayega Us Ki Shriyat Kya Hai.
Mohabbat Mohammad Se Allah Se Wafa Q Nahi Karta,
Nemat Hai Panch Namazo Ki Ada Q Nahi Karta,
Todta Hai Usulo Ko Uski,
Phir Kahta Hai Mera Allah Mujhse Jafa Nahi Karta,