Chotte Se Haathon Ki Chotti Si Ungliyan
Chotti Si Nosei Woh Chotti Si Akhiyan
Chotte Se Dimple Woh Laal-Laal Gallliyan
Khushiyon Bhari Meri Pyari Si Duniya
Ae Maan Tu Aaj Itna Kyo Udaas Hai
Kyo Tujhe Aaj Yahan Koi Na Acha Lagta Hai
Ye Teri Khud Ki Hi Galti Hai,Ae Dost Mere
Kyo Tujhe Har Ek Aadmi Yahan Saccha Lagta Hai!
Zindagi Jaisay Aik Saza Ho Gai Hai
Dektay Dekhtay Kia Se Kia Ho Gai Hai
Jab Se Choora Hai Touney Meray Dil Ka Nagar
Dhoul Se Haar Gali Ashna Ho Gai Hai
Ae Phool Mujhko Bta Tu Aaj Tak Kyu Khilta Raha
Tune To Di Sabko Khushbu Tujhko Kya Milta Raha
Phool Ne Muskura Kar Kaha Abhi Tu Nadan Hai
Jiven Ke Sacche Pyar Se Anjan Hai
Dene Ke Badle Kuch Laina Toh Vyapar Hai Jo Dekar Bhi Kuch Na Mange
Vahi To Saccha Pyar Hai
Ek Chattan Lahro.N Se Til-Til Ktati
Aur Lahro.N Ko Panah Deti
Kabhi Unaki Khamoshi Ki Awaaj Sunati
Kabhi Unake Saath Sagar Ki Gahrai Napti