Nijaat Qaid-E-Gham Se Mujhko Dilaa De Saaqi
Main Haath Jodta Huun Zahar Pilaa De Saaqi
Tere Dar Pe Main Badii Aas Liye Aayaa Huun
Ashk Aankhon Mein Hain Tuuta Hua Dil Laya Huun
Dard Ki Dawa Ab To Dard Hi Kare
Zindagi Hai Kaya, Kon Parwah Kare
Ro Liye Itna Ki Ab Rona Bhi Atta Nahi
Aor Rone Ki Ab Parwah Kyun Kare
Dukh Is Baat Kaa Nahin Hai Ki Tera Pyar Jhootha Tha
Dukh To Iss Baat Ka Hai Ki Pyar Kion Kia
Dukh Iss Baat Kaa Nahin Ki Dil Mera Toota Da
Dukh To Iss Baat Ka Hai Ki Dil Kion Dia.
Dil Se Khelna Humari Aadat Nahi,
Dil Todna Humare Bass Mein Nahi
Iss Chahat Ke Mausam Ko Chod Ke Jana Humari Fitrat Mein Nahi
Tumko Dekhna Humari Kamzoori Hai
Har Pal Jataya Nahi Karte
Aankhon Mai Sajaya Nahi Karte
Sapne Boonte Raho Rangeen Bhale
Unhe Aaine Dikhaya Nahi Karte
Jabhi Tum Se Milti Hoo
Jindgi Ke Maine Badlte Hai
Har Patte Pe Phool Khilte Nazar Aate Hai
Asman Pe Tare Chandni Se Haste Nazar Aate Hai
Aisa Hi Aksar Mera Dil Ka Haal Hota Hai
Mere Ang Ang Me Kshboo Ke Phohar
Tere Hi Choo Ne Se To Hai
Mere Man Ko Chu Kar Jo Jati Hai