Kash Mein Ek Shaayar Hota,
Kaash Yeh Dil Ki Baat Kehpaata,
Labon Tak Aake Ek Baat Ruk Gayeethi,
Zindgiki Yeh Daastan Waheen Tham Gayeethi,
Jis Din Suraj Ki Pehli Kiran Utri Thi Zameen Par
Us Din Se E Jaane Tammanna Main Tujhse Mohabbat Karta Hoon
Tera Pyar Nahi Koi Baat Nahi
Mera Pyar Tha Sadiyon Pehle Bhi
Karegi Yaad Zamana Dostana Humara
Zikir-E-Dosti Mei Legi Naam Humara Tumara
Dosti Bin Jiyu Ab Nahi Yeh Gawara
Zindagi Ko Karde Ruksat Doston Ka Ho Ishara
Phir Se Aaj Kuch Likhne Ko, Lo Humne Kalam Utaya Hai,
Tumse Mera Jo Wada Tha, Pura Karne Ka Waqt Aaya Hai.
Sochu Lekin Main Kya Likhu, Kaise Tumko Mai Bayan Karu,
Jo Yauvan Tumne Paya Hai, Kaise Usko Shabdon Mein Bharu.
Veeraniyon Ke Paar Niklenge Kabhi To
Ye Din Humare Bhi Karwate Badlenge Kabhi To
Ho Seene Mein Laakh Tere Ehsaan Ke Patthar
Pakar Ke Wo Pehlu Humara Pighlenge Kabhi To
Jo Bhul Jaye Usey Yaad Kyou Kare Hum
Jo Reit Terey Kadamo Ko Chuey
Usko Khak Kyou Karein Hum
Chahtey To Hain Batana Key Kitna Pyaar Kartey Hain
Per Jab Pata Hai Anjaam Bura Hoga
To Shuruaat Kyoun Karein Hum