Dur Ho Kar Mujhse Kaha Jaoge Tum
Zindgi Ka Diya Kaha Jaloge Tum,
Yaadian Meri Dhadkian Hai Tumhari,
Apni Hi Dhadkano Ko Kaise Rok Paoge Tum
Shikayat Hai Shikayat Hai Mujhe Khud Se Shikayat Hai
Kahan Farma Rawa Parwar Digaar Se Shikayat Hai
Ibaadat Too Rusol E Pak Ka Aihsaan Hai Mujh Par
Mujhe Begaar Hoti Bandgaani Se Shikaayat Hai
Aadmi Ki Bhid, Main Mujhe Aadmi Ki Talaash Hai
Mujhe Maut Ne Thukra Diya Zindgi Ki Talaash Hai
Kuch Manzile Dikhla Sake,Kuch Rasta Batlaa Sake¸
Koi Aisi Jagah Le Chalo Mujhe Roshni Ki Talash Hai
Ab Toh Yeh Dil Aapna Na Raha
Tere Pyar Mein To Yeh Diwana Ban Chala
Bahut Roka Magar Yeh Mane Na
Aag Lagi Hai Aur Yeh Jal Raha Hai
Tu Hi Is Aag Ko Buja Sakti Hai
Par Tu Yeh Mane Na
Kya Karun Jisse Tu Yeh Bat Samje
Jjan Bhi Na Desakoon
Teri Jo Amanat Hai
Kash Jo Tera Sath Mujhe Miljaye
To Khudai Mujhe Jiteji Mil Jaye
Hum Jante Hai Aap Humare Ho Nahin Sakhte,
Dono Ki Ek Hi Manzil Hum Bana Nahin Sakhte,
Teri Bewafai Ke Sahare Tujhe Bhoolana Chaha,
Par Dil Se Tujhe Yeh Shikwe Bhi Door Kar Nahin Sakhte.
Mara Haiya Na Spandano Ne Tu Taru Naam Shikhvi Gayi Chhe,
Mari Najro Ma Tu Bas Taro Chahero Gothvi Gayi Chhe,
Mara Kadmo Ne Tu Bas Taro Rasto Batavi Gayi Chhe,
Mara Hontho Thi Pan Bas Taru J Naam Bolay……