Kabhi Use Bhi Meri Yaad Satati Hogi
Apni Aankhon Mein Mere Khawaab Sajati Hogi
Wo Jo Har Waqt Khayaalon Mein Basi Rehti Hai
Kabhi To Meri Bhi Socho Mein Kho Jaati Hogi
Gar Woh Hota Koi Gair To Gila Karte
Khud Aapne Dil Ko Kaise Ruswaa Karte
Chala Gaya Mere Aangan Ko Chod Kar Saathi
Jaate Jaate Mere Jeene Ki Na Dua Karte
Zindagi Hai Khilona Har Koi Khel Ke Chala Jata Hai
Kyun Mere Dil Ko Ye Zamana Na Samaj Pata Hai
Dekho Aaj Gadi Ajmaish Ki Aai Hai
Duniya Lagne Lagi Kyun Ye Parai Hai
Who Is The Determinent Of Existence When Is
A Dream Only A Dream. How Does One Reflect
Upon What Is Real,And What Is Held In The
Mind, The Soul, The Heart. Why Must One Ask