Yeh Zindagi Nahi Hai Meri Yeah To Bus Ik Afsana Hai
Kab Tak Jiyega Koi Ek Din To Akhir Jana Hai
Meri Zindagi Ka Her Ek Pal Tujh Se Tha Juda Hua
Ab To Lagta Hai Aisy Jaisay Yeah Sab Fasana Hai
Main So Gaya Hon Yahan Per Ab To Us Ko Aaker Jagana Hai
Maan Mera Aaj Udas Hai
Tumhari Yaad Se Bekrar Hai
Tum Aao To Hasi Aaye Labo Per
Ankho Se Uthe Doondhli Tasweer
Kabhi Socha Na Tha Ki Tumse
Etana Jaldi Bichhud Jaunga
Tere Kheyaalo Ke Saaye Mein
Main Aise Hi Gum Ho Jaunga
Main Khush Bhi Bahut Hoon Ki Tu
Apani Manjil Mein Kaamyaab Hua
Ban Ke Lecturer, Jhansi Universiry Ka
Tum Phoolo Mein Bhi Gulab Hua
Shayro Se Talukat Rakhiye Janab, Tabiyat Khush Rahegi
Ye Wo Hakeem Hai Jo Alfazo Se Ilaz Karte Hai
Read Full ShayariHua Hai Sab Sahi, Per Dil Ko Kyun Araam Nahi Hai
Meri Socho Ka, Kahin Koi Viraam Nahi Hai
Kis Ne Kah Diya Kho Diya Sab Kuch Maine Iske Sath Sath
Abaad Hai Ajj Bhi Yah Dil, Veeran Nahi Hai
Saath To Chaahiye Phir Ak Janam Hone Tak
De De Jannaze Ko Sahara Mere Dafan Hone Tak
Aa Lipat Jaa Mujhse K Aarzu Aakhri Hai,
Ak Umra Rah Saku Kabra Mai Fir Se Kafan Hone Tak.
Meri Yaadon Mein Tum Or
Khayalo Mein Tum
Meri Baaton Mein Tum Or
Meri Saanson Main Tum
Ho Phulon Mein Tum Or
Unki Khusboo Mein Tum,
Unke Raangon Mein Tum Or
Rass Mein Bhee Tum.