Ab To Maghdar Main Phasne Ki Adat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Daldal Mai Dhasne Ki Fitrat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Aag-Ke-Darya Mai Jalne Ki Khasalat Ho Gayi Hai Humari
Ab To Har Pal Ankhoon Se Risne Ki Shahadat Ho Gayi Hai Humari
Miti Da Bawa Bnaea ,
Is Bawe Te Mein Tail Chdaea,
Ap Bnaea Apne Hthi Dudh Pilaea,
Jd Loki Lge Poojn Is Nu ,
Aye Bewafa Na Kar Itni Mohabbat Mein Bewafai,
Dil Dekar Yeh Kaisi Bekas Ulfat Mein Chot Meine Khayi,
Meri Chahat Ke Badle Mein Paai Meine Teri Judaai,
Dil Pe Khar Chubhakar Ab Mein Yeh Jaan Payi,
Kisi Ki Aankho Me Mat Dekhna
Ye Kabhi Kabhi Dhoka Deti Hai
Kisi Ki Aankho Me Mat Dekhna
Ye Khushiyo Me Bhi Aansu Deti Hai
Ek Nazar Me Dil Churana Aa Gaya Hai Aapko
Gair Ko Apna Banana Aa Gaya Hai Aapko
Jisko Chahoge Use Apna Bana Loge Janab
Pyaar Se Batein Banana Aa Gaya Hai Aapko
Abstract Art Kay Mulbay Say Yeh Niklee Daulat
Jis Ko Sanjhay Thay Anannas Woh Niklee Aurat.
Aik Tasveer Jo Kamal-E-Fun Thee
Bhains Kay Jism Pay, Oont Kee Gurdan See Thee.
Naqsh-E-Mahbood Musavvir Nay Saja Rakha Hay.
Main Yeh Samjha Keh Tapai Pay Garha Rakha Hay.
Is Numaish Main Jo Utfal Chalay Aatay Thay.
Dar Kay Maaon Kay Seenay Say Lippat Jatay Thay.
Mai Apni Awaz Se Jitne Bhi Sur Nikalunga
Unhe Teri Khamoshiyon Ke Manhi Banalunga
Beta Hua To Birasat Hongi Nazme Ghazle Sari
Beti Huee To Sab Ki Sab Shagun Mai Dalunga
Soochta Hoon Ke Mohabbat Se Kinara Kar Loon
Dil Ko Begana Targheb-O-Tamanna Kar Loon
Soochta Hoon Ke Mohabbat Hai Junoon-E-Rusva
Chend Bekaar Se Behuda Khualoon Ka Hujoom
Shab-E-Fursat Ke Lamahat Humain Dewana Kara Karte Hain
Phir Sari Raat Hum Tare Gin Gin Ke Guzaara Karte Hain
Khuaishe-E-Dil Ho Kabhi Deedar Ka Tera Aye Hum Nashin
Ankhein Band Karke Dil Ki Akhon Se Tujhe Dekha Karte Hain
Furqat Ke Gham Ne Maut Kii Khuuraak Kar Diyaa
Aashiq Ko Tere, Duuriyon Ne Khaak Kar Diyaa
Dikhte Hain Pech-O-Kham Tirii Baaton Men Aaj Kal
Tujh Ko Bhii Tajrabaat Ne Chaalaak Kar Diyaa