Din Aaya Hai Meri Behna Kaa, Khushi Se Gungunaoonga Main
Chanda Se Uske Chehre Par Muskaan Kaii Khilaoonga Main
Daaman Uska Jahaan Bhar Ki Khushiyon Se Aaj Bharne Ko,
Duaayen Hi Duaayen Us Khuda Se Aaj Karta Jaoonga Main
Naseeb Naseeb Ki Baat Hai Apne.
Kuch Wafa Ke Naam Pe Dhoke
Toh Kuch Deewaron Mein Qaid Bhi Dil Chura Jaate Hai
Naseeb Se Koi Ladd Nahi Sakta.
Prem Ni Ene Kadar Kya Raakhi Che,
Dil Ni Ene Khabar Kya Rakhi Che,
Me Kahyu Mari Jaish Tara Prem Ma…..
Ene Puchyu Kabar Kya Rakhi Che……..
Kaun Se Rahoon Mein Chalne Lage Jis Par Pata Nahi Milta
Mar Kar Bhi Humein Khuda Nahi Milta
Main Kaun Hoon Mera Wajood Kya Hain
Kyun Mujhe Khushi Ka Jahaan Nahi Milta
Bhagwan Ne Jab Banai Duniya
Hua Use Guroorapni Khudai Par
Hare Bhare Khet Lehlehate Kahi
To Kahi Ghoom Rahe Bhavre Kali Kali
Phir Bhi Use Lag Raha Tha Kucch Khali
To Usne Dharti Par Jivo Ko Rach Dala
Unn Sab Mein Khas Tha Insaan
Jise Thi Sab Chizo Ki Jaan
Insaan Sei Barh Kar Nahi Vatan Ka Koi Hissa
Na Karo Yeh Khoon-Kharaaba Bandh Karo Yeh Kissa
Maana Kashmir Par Naaz Karta Tha Hindustan
Par Aaj Yeh Baat Hei Itihaas Ka Ek Kissa
Mahatma Gandhi, Jissei Kehte Hei Desh Kei Pita
Unka Bhi Toe Sabak Sadaa Raha Hei Ahinsaa
Ek Hi Desh Kei Do Tukdo Mein Kya Antar Hei
Ish Paar Rahei Ya Ush Paar Inn Dono Ka Yeh Hissa
Kashmir Mein Beh Chukka Hei Hazaro Ka Khoon
Koi Toe Tyaag Karo Aur Bandh Karo Yeh Hinssa
Eei Mere Vatan Ki Hukumat, Aawaz Meri Bhi Suno
Bas Karo! Insaan Sei Barh Kar Nahi Vatan Ka Koi Hissa.
Tumhari Aankhein Kehti Hain Hisaar-E-Zaat Se Niklo,
Tammana Meri Ban Jaao, Shab-E-Barbaad Se Niklo,
Kinara Thaam Lo Dil Ka, Bhula Do Sab Gile-Shikwe,
Kabhi Sacchi Hansi Hans Do, Puraani Yaad Se Niklo,
Sugandh Ni Bazar Ma Sopo Padi Gayo,
Tamej Kes Mokla Karya Hase Jara.
Aapyu Te Mane Gulab Eni Aa Sugandh Chhe.
Upvan Taraf Na To Badha Kamado Bandh Chhe.
Koyle Se Rang Diya Kisine Aasman
Ye Hawayein Kaali Kaali Si Hai
Sannatein Khauf Gholte Hai Fiza Mein
Sulagne Lagi Kaliyan Khushbu Ki Dehek Se
Yeh Karen Aur Woh Karen Aisa Karen Vaisa Karen
Zindagi Do Din Ki Hai Do Din Mein Hum Kya Kya Karen
Let Us Do This And Let Us Do That
Let Us Do It This Way And Let Us Do That Way