Poch Ay Jo Koi Tum Say Kabhi Haal Hamara
Ik Choti See Takleef Ye Kar Layna Gawara
Anjaan Say Ho Jana Sunatay Huye Ahwaal
Palkon Pay Chamak Jaye Na Ashkon Ka Sitara
Aankhe Na Jine Degi Teri Bewafa Mujhe,
In Khdkiyon Se Zaankh Rahi Hai Kaza Mujhe,
Tu Saath Na De To Naa Sahi,
Tere Bagair Jine Ki Na De Saza Mujhe.
Haan Main Aisi Mohabat Karti Hoon,
Har Lamha Tujhe Hi Sochti Hun,
Haan Woh Chahat Rakhti Hun,
Dur Hoke Bhi Tere Dil Mein Dhadakti Hun,
Haan Main Aisi Mohabat Karti Hun,
Tere Naam Ka Hi Kalma Padti Hun,
Tere Saaha Vich Ni Saa Lainda Rabb Vangu Ni Tera Naa Lainda,
Bazi Zindagi Wich Main Jitiya Na Haara Ni
Ishq Samundar Doab Gai Na Koi Dise Kinara Ni
Tere Piche Kaiyan Naal Vair Vi Main Paiye Si
Dil Ki Ye Hasrat Hai
Aur Ye Aas Hai Seene Main
Ek Roz Bulayein Ge Mujhe
Aaqa Madeene Main
Bakhshish Ki Ghari Hogi
Aur Deedar Ataa Hoga
Zindagi Main Jo Aa Jaaye
Ek Raat Madeene Main
Jee Bhar Ke Mai Roongi
Dukh Aaqa Ko Sunaaoungi
Be Qaboo Ho Jayein Ge
Sub Jazbaat Madeene Main
Wahan Ameer Bhi Jhukta Hai Gareeb Bhi
Milti Hai Sub Ko Aas Madeene Main
Aayein Ghariyan Mubarak
Karoon Main Safar Madeene Ka
Din Kaaba Main Guzar Jaaye
Aaye Raat Madeene Main
Hey Zindagi Wafa Karna
Mere Dosto Dua Karna
Jeete Jee Aa Jaaye Ek Raat Madeene Main
Kismat Main Jis Ki Ho
Jaate Hain Madeene Wo
Bigri Huyi Banti Hai Har Baat Madeene Main
Aur Main Khud Parhoon Jaake
Ye Naat Madeene Main
Mandir Mein Rehtaa Hai
Na Masjid Mein Rehtaa Hai
Wo To Hum Sab Ke Dilo Mein
Aur Zarre-2 Mein Basta Hai
Kaafilen Jab Bhi Kabhi Yaadon Ke Guzre!
Raah Me.N Tab Sainka.Do Afsaane Bikhre!
Raat Se Zakhmon Ne Phir Yaarii Nibhaayii!
Raat Aayii Aur Ye Kambakh’t Ubhare!
Teri Yadon Ko Apne Dil Se Mitane Chali Hu
Ki Khud Ko Apni Jindgi Se Mitane Chali Hu
Kya Karu Ki Me Tujhe Bhula Na Saki
Har Jakhm Wo Dil Ka Mita Na Saki
Chupchap Tare Gin Kar Bita Dete He Rat Hum
Ek Waqt Tha Jab The In Taro Ke Niche Sath Hum
Is Kadar Pyar Kiya Tumse, Har Pal, Apne Aap Se
Bichadti Rahi Katra Katra Sathh Chale Thahe Hathh Pakad
Woh Sama Woh Nazara Gujarta Gaya Katra Katra
N Subah Muskuraai N Shaam Ka Aanchal Lahraya
Zindagi Sapno Ki Leher Hai,
Zindagi Peher Do Peher Hai,
Zindagi Ek Anjana Shahar Hai,
Zindagi Ek Meetha Zeher Hai..
Pee Le Ise..Jee Le Ise..
Khawabo Ke Dhago Se Seele Ise,
Na Jaane Aakhri Baat Kab Ho,
Na Jaane Woh Aakhri Raat Kab Ho,
Adhure Jasbaat Na Reh Jaye Kabhi,
Na Jaane Aakhri Mulakaat Kab Ho,