Aasmaano Ke Khuda !!
Suna Hain Teri Arthvyavasttha Kaa
Koi Jawaab Nahin Hain
Ameeri Kaa Maalik Hain Tu
Kahkasha.N Hai Surat, Zulfen Hain Baadal
Inhi Adaon Pe Hue Hain Kitne Hi Ghayal.
Ta-Umr Hum Rahe ‘Ishq’ Ke Tarafdaar Yaaron,
Aur Dil Hi Apna Ho Gaya ‘Husn’ Pe Kaayal.
Aye Zindagi Tu Muje Satati Kyun Hai
Hasane Ki Baat Pe, Rulati Kyun Hai…
Yaha Tak Muje Eitaraz Nahi, Magar…
Sari Duniya Ko Batati Kyun Hai…
Khuda Ne Kar Diya Inkaar,
Mujhe Mera Chand Dilane Se,
Zindagi Ne Kar Diya Inkaar,
Mera Naam Pukarne Se,
Fair Koi Akh Num Tay Dil Udaas Hai
Shayed Keh Khushi Mukki Tay Gham Da Aghaz Hai
Hun O Dostaan Da Hajoom, O Hassay
Sub Hoye Khatam Hun Tanhaie Da Saath Hai
Maangte Hain Hum Khuda Se,Ab Dua Sab Sae Aleg
Apni Aadat Hain Niraali, Apni Ada Sab Se Aleg
Khaak Bun Ker Raaste Main,Dost!Tere Aagaye
Mit Ke Zinda Hogaye ,Apni Wafa Sab Se Aleg
Log Kehte Hain Kii Dard Kii Koi Juban Nahi Hoti,
Agar Aisa Hota To Kabhi Aansu Naa Bante Moti.
Bandh Labon Kii Bhii Apni Ekk Juban Hoti Hain,
Har Dard Kii Apni Ekk Alag Dastaan Hoti Hain.
Her Terhan Se Mere Dil Ko Dokhahiya Tu Ne
Sari Zindagi K Liye Mujhe Rolahiya Tu Ne
Main Ne Tumhe Apna Semjha Tha Lakin
Gairon Ka Ravahiya Apnahiya Tu Ne
Kehta Hun Sach Ke Jhut Ki Aadat Nahin Mujhe
Kaise Kahuun Ki Tujh Se Muhabbat Nahiin Mujhe
Kal Jalvaa-Gaah-E-Jaan-E-Janaanaan Naseeb Thii
Aur Aaj Ik Jhalak Kii Ijaazat Nahiin Mujhe
Ubhar Aaye Hai Bahaaro Ke Chale Jaane Se
Ek Junoon Jiska Taalluk Nahin Viraane Se
Umr Bhar Ki Ye Miri Parvarishe-Sozo-Gudaaz
Phir Tamanna Ben Jati Hai Tere Aane Se