Mohabbat Dosti Ka Naam Hai Agar
Tu Chalu Aak Dosray Kay
Dost Ban Jaay Aaak Dosray Ko Janay
Aak Dosray Ko Pahchanay
Kahan Dhudhe Dosti Ko
Ab Hum Dost Kisse Kahen
Jinhe Maana Tha Sabse Kareebi.
Wohi Hume Dhokha Dete Rahe.
Kal Jo Karte They Baa Badi Badi Dosit Ki.
Aaj Hume Dekh Munh Fer Liya Karte Hain.
Hum Pichde Rahe Badal Gaya Hai Zamana.
Naye Zamane Ke Log Aisse Hi Shayad
Dosti Gunah Hai To Hone Na Dena,
Dosti Khuda Hai To Khone Na Dena,
Jab Karte Ho Dosti Kisi Se To,
Kabhi Us Dost Ko Rone Na Dena.
Hai Karz Dosti Ka,
Ada Karega Kaun,
Jab Hum Hi Nahi Rahega,
To Dosti Karega Kaun,
Humara Tumhara Hai Bachpan Ka Sath,
Chale Hai Hum Hathon Mein Deker Hath,
Sath Hi Humne Mitti Khayi Hai,
Phir Hum Dono Ki Hui Khoob Pitayi Hai,
Ajeeb Dastaan Hoti Hai Doston Ki,
Ladna Milnay Se Bhi Acha Lagta Hai,
Lad Ke Mananay Wale Bhi Hote Hain Kuch,
To Kuch Ko Charana Acha Lagta Hai,
Mujeh Tum Bahut Bhaye Ho Dost
Kaun Ho Kaha Se Aye Ho Dost
Kaha Se Talluk Rakhte Ho
Baccho Jaisa Haste Ho
Kuch Dost Aise Hote Hain ,
Jo Dil Main Bas Jate Hain.
Jo Zindagi Ki Rahon Main ,
Hum Se Bichar Jate Hain.
Jab Dosti Ki Thi Humny Aapse
Wada Kiya Tha Humney Apney Aapse
Dosti Nahi Karenge Naraaz Aapko
Yehi Rehti Hai Humari Duwa Subha Shaam Ko
Yun To Hame Lakhon Mile The Apne,
Jo Milkar Chale Gaye,
Kuchh Tere Jaise Bhi Mile,
Jo Vada Karke Mukar Gaye,
Aaj Dosto Se Juda Ho Rahi Hu
Jaane Kyu Itni Udaas Ho Rahi Hu
Kal Ka Suraj Hoga Aapke Saath
Humein Na Paaoge Tum Aapne Saath
Aaj Dosto Se Juda Ho Rahi Hu
Kuch Baatein Aapse Kahne Aaye Hu
Kuch Na Kahe Paon Mein Aaj Ki Raat
Humhe Na Dekhoge Tum Aapne Saath