Aisa Kyu Lagta Hai…
Aisa Kyu Lagta Hai Aaj Meri Sansein Toot Jayengi,
Sapno Ki Wo Parchaiya Mere Daman Se Choot Jayengi,
Ho Jaunga Main Apno Se Juda Zindagi Ki Har Khwaish Adhoori Rah Jayegi.
By Kasim
Hindi Version
ऐसा क्यों लगता है आज मेरी सांसें टूट जाएँगी,
सपनों की वो परछाइयां मेरे दामन से छूट जाएँगी,
हो जाऊंगा मैं अपनों से जुदा ज़िन्दगी की हर ख्वाइश अधूरी रह जाएगी।
Mast Photos For You


aksar yado mein din guzarte hein hum pata nahi kiyu andekhi parchaio ke pich bhagte hein ham pata he hame buhat dur he wo hamse phir bhi har janga usi ko pate he ham