Aankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Mast Aakhein Zara Uthao To
Maikade Ko Dulhan Banao To
Jo Bhi Guzre Gi Hum Pe Guzre Gi
Tum Nazar Se Nazar Milao ToAankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao To Koi Baat BaneTum Pe Sub Kuch Nisaar Kar Doon Ga
Pyaar Karna Mujhe Sikhao To
Phool Bun Jaye Gi Shab E Mahtaab
Muskura Ke Nazar Utaho ToAankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Aankh Se Aankh Milao To Koi Baat BaneHum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Hum Se Jana Aankh Se Aankh MilaoMo Ko Chupana Tha Tumhein Pehle He Rooz
Ub Keya Purdah To Kya Pardah KeyaHum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Hum Se Jana Aankh Se Aankh MilaoKab Tak Raho Ge Mou Ko Chupaye Naqaab Mein
Kab Tak Rahe Ga Chand Sa Chehra Hijab MeinHum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Hum Se Jana Aankh Se Aankh MilaoNazroon Ko Her Ghari Hai Teri Hee Justuju
Aankhon Ki Aaj Hone Do Aankhon Se GuftuguHum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Hum Se Jana Aankh Se Aankh MilaoPyaar Ki Vaardaat Hone Do
Kuch To Aise Haalat Hone Do
Lab Se Gar Baat Kar Nahi Sakte
Aankhon Aankhon Mein Baat Hone DoHum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Hum Se Jana Aankh Se Aankh Milao
Aankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Rukh Se Zulfon Ko Hatao To Koi Baat BaneTeer Chhup Chhup Ke Chalane Se Bhala Kya Haasil
Bejhijak Saamne Aao To Koi Baat BaneSurma Aankhon Mein Lagane Se Nahi Hota Singhar
Mehndi Haathon Mein Lagao To Koi Baat BaneJaam Bhar Bhar Ke To Hum Roz Piya Karte Hein
Aaj Nazron Se Pilao To Koi Baat BaneAankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Rukh Se Zulfon Ko Hatao To Koi Baat Bane
Ay Fanaa Jhoom Ke Aane Lagay Kalay Badal
Bazm E Maikhana Sajao To Koi Baat BaneAankh Se Aankh Milao To Koi Baat Bane
Rukh Se Zulfon Ko Hatao To Koi Baat Bane
Mast Photos For You

