Forgotten Identity
The Crab Doesn’t Fit His New Shell
The Old Was The Young
The Young Is Too Old
And The New Is Too Vast
Fascinations Fade
The Dolphin Put Away Its Magical Tricks
Tricks Are For Charmers
He Swims To Deeper Water
Becoming Bored
The Gull Perched Patiently Waiting Dinner
Life In Paradise Is Worse Then It Seems
And The Hunt To Find It Turns To Chore
Confessing Defeat
I Can’t Stand Or Swim
Like That Crab Shivering In The Sand
I Await The Wave
To Wash Me Away
Itna Hi Hain Baat Kee Mere Sath Tu Nahi
Aisa Nahi Lekin Kee Tere Baad Tu Nahi
Guzrenge Kabhi Jab Ham Us Raah See Tere
Tujhko Salam Denge Kee Fariyad Tu Nahi
Fasley Is Tarhan Se Howe Apne Darmiyan, Kisi Ki Buri Nazar Lagi Ho Jese,
Mere Kareeb Thi Par Main Ossey Cho Na Saka, Wo Mujhsey Door Hogayi Ho Jese.
Kuch Is Tarhan Se Tham Gaye Hain Mere Shab Wo Roz, Subha, Wo Sham Kuch Is Tarhan,
Kay Aye Dost Meri Umar Wo Puri Zindadi Ek Jaga Tham Si Gayi Ho Jese.
Vo Koii Aur Na Thaa Chand Khushk Patte The
Shajar Se Tuut Ke Jo Fasl-E-Gul Pe Roye The
[Khushk=dry; Chand=few; Shajar=tree; Fasl-E-Gul=spring]
Read Full ShayariWo Meri Behen To Nahi
Par Us Jaisi Hi Nazar Aati Hogi,
Gunaah Koi Karta Hai Uspar
Or Chehra Wo Apna Chupaati Hai,
Dil Ne Chaha Tujhe Mere
Mujhe Gila Nahii
Pyaar Mein Mila Gum Mujhe
Mujhe Gila Nahii
Jo Tum Hote Jeevan Saathi Hamare
Kitne Sundar Hote Yah Din Rein Hamhare
Ek Dusare Ki Bahhao Mein Khoya Rahata
Jeevan Ka Andhiyara………
Aankho Se Aankhe Mil Jati
Prem Ki Bahsaha Sab Pad Jaati
Saanso Mein Saanse Kho Jaati
Jeevan Ki Bagiyaa Mein Mahkate Phool Saare
Jo Tum Hote Jeevan Saathi Hamare
Dharkan Se Dharkan Mil Jaati
Rom-Rom Mein Bijali Si Doud Jaati
Main Shabnam Se Shola Ho Jaati
Madhoshi Ke Alam Mein Beetate
Bas Din Rein Hamahre…….
Jo Tum Hote Jeevan Saathi Hamare
Kuchh Pass Na Ho Gam Nahi Ek Bat To Hogi,
Sapno Mein Nisha Se Mulakat To Hogi,
Jis Tarah Darde Gam Ko Marham Mila Yahan,
Eh Dil Jalon Ki Janibe Saugat To Hogi,
Main Ne To Tum Se Pyaar Kiyaa Thaa
Dil-O-Jaan Tum Pe Nisaar Kiya Thaa
Chhoro Gi Naa Saath Mera Sari Zindagi
Wafaa Ka Tum Ne Bhi Yeh Ikraar Kiya Thaa
Ye Tasalli Hii Bahut Hai Yahaan Verane Main
Dhur Per Koyee Hamein Yaad Kar Rahaa Hoga
Jisse Ropa Tha Humne Milke Gulmoher Phir Wo
Ussii Kashish Se Aangan Main Jharr Rahaa Hoga